Lyrics: WANDERING SOUL
I am made for more!
Dil pe hui hai dastak,
Rokenge band darwaje kab tak,
Tedhi-medhi manmarziyan, Meri raahon ki
hai ye hasrat,
Main hi manzil chal padi hoon, Khud ki
or,
Coz i’m made for more!
Live in the moment
Chote chote lamhon ko titli jaise
pakdo to,
Hathon mein rang rah jata hai,
Palkon se jab chodo to,
Waqt chalta hai, waqt ka magar,
Rang utarta hai Akeera,
Udte udte phir ek lamha maine pakad liya
re,
Jiya jiya re jiya re, jiya jiya re jiya
re,
Jiya jiya re jiya re, jiya oh ou,
Jiya jiya re jiya re, jiya oh ou,
Free Bird
Koi Roke Koi Aaye, Kitna Bhi Mujhko
Samjhaye
Main Na Sunoongi Kabhi,
Apni Hi Dhun Mein Rahti Hoon,
Main Pagli Hoon, Main Ziddi Hoon,
Kahte Hain Ye To Sabhi,
Koi Nahin Jaana Ke Armaan Kya Hai
Mera
Chalein Jaise Hawayein Sanan Sanan,
Udein Jaise Parinde Gagan Gagan
Jaayein Titliyan Jaise Chaman
Chaman,
Yun Hi Ghoomoo Main Bhi Magan Magan
Break the boredom
Kholo kholo darwaaje, parde karo
kinaare
Khute se bandhi hai hawa, milke chhudao
sare
Aajaao patang leke, apane hi rang
leke
Asamaan ka shamiyaana, aaj humne hai
sajaana
Kyun is kadar hairaan tu, mausam ka hai
mehmaan tu
O duniya saji teri liye, khud ko zara
pehchaan tu
Tu dhoop hai, chham se bhikhar,
Tu hai nadi o bekhbar,
Beh chal kahin, udd chal kahin
Dil khush jahaan, teri to manzil hai wahi
Just Chill Out
Shaame malang si, Raate surang si
Baaghi udaan pe hi na jaane kyun
Ilahi mera jee aaye aaye, Ilahi mera
jee aaye aaye
Kal pe sawaal hai, jeena filhaal hai
Khaanabadoshiyon pe hi jaane kyun
Ilahi mera jee aaye aaye, Ilahi mera
jee aaye aaye
Be Selfish for self
Matalbi ho ja zara matlabi,
Duniya ki sunta hai kyun,
Khud ki bhi sun le kabhi,
Kuch baat ghalat bhi ho jaaye
Kuch der ye dil bhi kho jaaye
Befikar dhadkane, iss tarah se
chale
Shor goonje yahaan se wahaan
Sooraj dooba hai yaaron
Do ghoont nashe ke maaro
Raste bhula do saare gharbaar ke
Sooraj dooba hain yaaron
Do ghoont nashe ke maaro
Gham tum bhula do saare sansaar ke
Go Crazy
Thodi si yaari yaara raahon se nibha le
Apne pe bhi to kabhi apni chala le
Hum chalein kahin Aawara ho kar naape
zameen
Hum dhoonde kahin Kuch aisa jo khoya hi
nahi
Choomantar ho Aaja chal gum ho jaayein
Choomantar ho Khud se hi khud kho jaayein
Choomantar ho Nazaron mein hum na aayein
Dhoonde jahaan Hum bhi na jaane hum hain
kahaan
Chhoo le zameen se wo aasmaan
Roobaru roshni
Aye Saala Abhi Abhi Hua Yakin
Ki Aag Hai Mujh Mein Kahi
Hui Subaah Main Jal Gaya
Suraj Ko Main Nigal Gaya
Roobaru Roshni Hey..
Jo Gumshuda sa Khwaab Tha
Woh Mil Gaya Woh Khil Gaya
Ulon Hathaa Pighal Gaya
Kichhaa Kichhaa Machal Gaya
Sitaar Mein Badal Gaya
Roobaru Roshni....
Live your dreams
Udein, khule aasaman mein khwabon ke
parindey
Udein, dil ke jahaan mein khaabon ke
parinday
Oho, kya pata, jaayenge kahaan
Khule hain jo par, kahe yeh nazar
Lagta hai ab hain jaage hum
Fikrein jo thi, peechhe reh gayi
Nikle unse aage hum
Hawaon mein beh rahi hai zindagi
Yeh humse keh rahi hai zindagi
Oho, ab to, jo bhi ho so ho
Comments
Post a Comment